THANK YOU...(12:00am) Special Thanks!! to Ma'am Saba Siddiqui for making us feel like a reporter...(12:01am) Thanks to all the contributors(Sidra Andlib, Rida Wasif, Sara Hamid and Rabya Nadeem)for your corporation, Tahira Baig...(12:02am)

Friday, 14 March 2014

" THAR AUR HAMARI HUKUMAT "

Jahan thar k bache bhook aur aflass se mar rahe hain wahin hamare mulk k sarbarah sindh ki saqafat ko bachane main masroof hain.Main baat kar rahe hn PPP k sarbarah Bilawal Bhutto Zardari ki.Un ka kehna hai ka waha marne wale bacei bhook se nhi bulke dosri bemariyun sa jabahaq hoye.Thar ma ab tk 1393 se zaid bachai janbahaq hochuke hain aur 2 lakh sa zaid khandan mutassir chuke hain.


Is khatarnak suratehaal k bawajood hamari hukumat k ala sarbarah unki imdad karne k bajaiye apni ghaltiyun par parda dalne main masroof hain.Thar ki kya baat karain Sindh ke daigar izla bhe ghezai qillat k shikar hani.Is suratehaal ko daikh kar sirf hamarai mulk ki N.G.O's hi  unki imdad k liye kaam kar rahe hain. Hukumat ko chahye k apni galtiyun par parda dalna ka bajaiye iska azaala karain........   

1 comment: