C.N.G band karne ka sub se bara or kabil e ghor maqsad ye tha k c.n.g band karne se jo gas ki bachat hogi us se awwam k gharon main ane wali gas ki kami ko pura kia jae ga. magar cng band karne ka ye maqsad c.n.g ki khud hi kami ki wajha se adhura reh gaya.
Ajj kaal c.n.g band to her dusre din ki jati hai magar gharon main gas bahal hone ka koi nam o nishan nahi gas gharon main ajj bhi nhi pae jarhi.is ka matlab to ye hai k c.n.g ki kami is had taak hai kgharon main istemal hone wali gas ki bandish bhi c.n.g ki kami ko pura na kar saki.

cng ki bandish se na sirf woh mutasir nahi hote jo garion se safar karte hain bal k woh musafir jo bus rikshaw ya texi jesi sawrion se safar karte hain woh bhi mutasir hote hain.
humari hukumat ki yehi kamzori hai k pehle dheel dete hain or phir pani sir k uper aje tou ek dum rasi khench lete hain.Magar is dheel dene or khenchne main pisne wala kon hai? ji han sahi pehchna hum Awwam hi to hain.. koi hai hukumat se sawal karne wala? koi hai awaam ki awwaz sunne wala??
ao hum banen awam ki awaz :P :D
ReplyDelete